Aise kaise Banega Smart City – Ajmer? July 30, 2015 by associate ye pic aaj maine ghar jate waqt 1:30 PM per Radha Swami satsang ke pass li jaha poori sadak per gayon ne kabza jamaya huwa hai aur yatayat badit ho raha hai…… kya aise banega hamar city SMART ???? DrDeepak Najkani